khudgarziyon se bhare aaja lamhe churaa len sabhee
kal kee karen hum kyun fikar? saath lamhe bitaa le abhee
naa kare koyi vaadaa, naa thoda naa hee zyaada
aanaa hai to aaja, kya hai sochtha?
o bandhu too mera-mera
hai tujh se dil ka vaastaa
tere sang hone se I am always happy
Happy, happy
o bandhu too mera-mera
hai tujh se dil ka vaastaa
tere sang hone se I am always happy
Happy, happy
(Happy, happy, happy)
Happy, happy
(Happy, happy, happy)
Happy, happy
baanten khushee-gam kee dagar
saath roe-hanse aisa apana safar
o, baanten khushee-gam kee dagar
saath roe-hanse aisa apana safar
beongiyaan, badmaashiyaan
saath hone se lagtee sahee hain magar
hain udate karname, apanae kayi fasaane
aa gaayen mil ke gane, kya hai sochtha?
o bandhu too mera-mera
hai tujh se dil ka vaastaa
tere sang hone se I am always happy
Happy, happy
o bandhu too mera-mera
hai tujh se dil ka vaastaa
tere sang hone se I am always happy
Happy, happy
(Happy, happy, happy)
Happy, happy
(Happy, happy, happy)
Happy, happy